सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

Business Ideas लेबल वाली पोस्ट दिखाई जा रही हैं

शेयर मार्केट मे है 10 का दम

शेयर मार्केट मे है 10 का दम   दोस्तो , अगर आप शेयर मार्केट के बारे मे जानना छाते है या उसके बारे मे कुछ सीखना चाहते हैं तो आप बिलकुल सही जगह आए हैं क्यूंकी आज मै आपको पैसे को 10 गुना बढ़ाने के तरीके के बारे मे चर्चा करूंगा, मै आज बात करने वाला हु सेंसेस (SENSEX) या शेयर मार्केट के विषय मे, ये अर्निंग का ऐसा माध्यम है जिसका इस्तेमाल करके लोग बहुत सारा पैसा कमा रहे हैं बल्कि अपने पैसे को 10 गुना तक बढ़ा पा रहे हैं और अगर आपने इन तरीको को अच्छे तरीके से सीख लिया तो निश्चित ही आप भी लाखो कमा पाएंगे   शेयर मार्केट शेयर मार्केट एक ऐसा अर्निंग ओपसन है जहां लाखो लोग अपना पैसा लगाते है और अपनी जरूरते पूरी कर पाते हैं यह ऑप्शन हमारी इकॉनमी का अहम अंग है शेयर का सीधा मतलब होता है हिस्सा, आपने अगर किसी कंपनी का एक शेयर खरीदा है यानि की आप उस कंपनी मे हिस्सेदार हो गए हैं उस कंपनी मे आपने अपना पैसा लगाया है और अब कंपनी को प्रॉफ़िट होगा तो भी आप हिस्सा पाएंगे और अगर नुकसान होगा तो आपको नुकसान भी वहाँ करना होगा, दोस्तो इस काम मे लॉस भी बहुत होता है पर जब आप इस काम की सभी जांकरिया ले लेते है...

सोलर एनर्जी से बने हुवे उत्पाद का बिज़नेस

सोलर एनर्जी से बने हुवे उत्पाद का बिज़नेस  सोलर एनर्जी एक नया और सुरक्षित ऊर्जा का श्रोत है, जो दुनिया में उपयोग किया जाता है इस श्रोत से बने उत्पादो का बहुत स्कोप बढ़ता जा रहा है । सोलर एनर्जी के से बने हुवे उत्पादों के उदाहरण जैसे: सोलर पैनल    सोलर पैनल ऊर्जा का सबसे बड़ा उत्पाद है और इनका उपयोग घरो और व्यापार के लिए बिजली उत्पादन करने के लिए किया जाता है  सोलर वाटर पंप  सोलर वाटर पंप खेती और अन्य सुविधाओ में उपयोग किया जाता है ये पम्प बिजली की आवश्यकता नहीं होती और उन्हें स्वतंत्रता से उपयोग किया जा सकता है  सोलर चूल्हा सोलर चूल्हे अधिकतम तापमान पर खाने को पकाते हैं उन्हें विकिरण विशेषज्ञाता से संचालित किया जाता है  सोलर बैटरी चार्जर सोलर बैटरी चार्जर घरो, कार्यालयों और अन्य स्थानों में उपयोग किये जाते हैं ये बैटरी को फिर से चार्ज करते हैं जो सौर उर्जा से चलते हैं  अगर कोई भी व्यक्ति इन उत्पादों का बिज़नेस करता है तो अवस्य ही बहुत ज्यादा लाभ कम सकता हैं क्यूंकि आने वाला भविष्य सोलर का ही होगा  दोस्तों, मुझे आशा है की आप को मेरे द्वारा लिखा ह...

क्या आप भी अपने बिज़नेस को ऑनलाइन ले जाना चाहते हैं

क्या आप भी अपने बिज़नेस को ऑनलाइन ले जाना चाहते हैं    दोस्तों,  अगर आप का कोई अपना खुद का बिज़नेस (Business) है जिसे आप ऑनलाइन मार्किट(Online Market) में लेजाना चाहते हैं तो आज मै एक ऐसे ही टॉपिक पर चर्चा करने वाला हूँ यह करना बहुत ही आसन है और आप खुद से ही इसको कर सकते है और आप एक बहुत बड़े मार्किट में अपने प्रोडक्ट का प्रचार प्रसार करके उसकी सेल को 100 गुना ज्यादा कर सकते है जिससे आपको लाभ भी 100 गुना हो जायेगा  :- जिस तरह आप किसी भी बिसनेस के लिए पहले एक नाम सोचते हैं उसी प्रकार सबसे पहले आपको एक डोमेन नाम (Domain Name) सोचना होगा उसके बाद जैसे आप अपने बिज़नेस के लिए शॉप या ऑफिस बनाते हैं उसी तरह आपको एक होस्टिंग (Hosting)  खरीदनी होती है डोमेन नाम और होस्टिंग में दोस्तों बहुत ज्यादा पैसा नहीं लगता है और अगर आप इसको फ्री में करना चाहते हैं तो मै आज वही तरीका बताने वाला हूँ जिसका इस्तेमाल करके आप खुद से ही बिना कोई पैसा लगाये अपने बिज़नस  को ऑनलाइन ले जा सकते हैं आपको मै आज फ्री में एक वेबसाइट बनाना सिखाऊंगा जिसके मुख्यता 2 तरीके हैं:-  फ्री में वेबसाइट ...

बिज़नेस में सब्र रखना होता है जरुरी

बिज़नेस में सब्र रखना होता है जरुरी  दोस्तों ,  आजकल लोग नौकरी से बहुत परेशान हैं और जिससे पूछो हर एक इंसान को अपना बिज़नेस करना या सभी पर बिज़नेस का भूत चढ़ा हुवा है अगर उनसे पूछो क्यूँ बिज़नेस करना तो बोलते हैं की अब किसी की नौकरी नहीं करना इसलिए बिज़नेस करना है लेकिन मैं आज आपको यह बात बता देना चाहता हु की यह कोई जरुरी नहीं की आप बिज़नेस को अच्छी तरह से कर पाए क्यूंकि जो नौकरी नहीं कर सकता वो बिज़नस कर लेगा कोई जरुरी नहीं, मै आपको कंफ्यूज नहीं कर रहा हूँ मेरा कहने का केवल यह मतलब है की आप जो भी करे उसमे आपका खुद का निर्णय होन चाहिए नौकरी या बिज़नेस और उसमे पूरे मन से कार्य करना होगा और सब्र रखते हुवे अपने कार्य को लगातार करने रहना होगा क्यूंकि दोस्तों बिज़नेस में सफलता इतनी जल्दी हासिल नहीं होती समय लगता है . जिस प्रकार हम एक छोटा सा पौधा लगाते उस को पानी, हवा और खाद देते और देहते देखते वही पौधा एक विशाल पेड़ बन जाता है और फूल और फल देता उसी तरह एक बिज़नेस भी होता शुरुवात में बहुत प्रॉब्लम होती लेकिन यदि आप इससे परेशान नहीं होते और पूरी लगन से अपना काम करते रहते तो कोई भी आपको सफल होने...

small small steps hi business me ban jate hain important

Small Steps hi Business me Ban Jate hain Important Dosto Sochate rahne se kuch nahi hota karna to kuch na kuch hoga hi agar apko future me naam aur sauhrat kamani hai. To jyada sochne ka nahi business ke idea pe chote chote steps lena start kijiye aaj ke aapke yahi chote chote steps aage chalkar bahut hi bade idea me badal jayenege. Jahan tak rasta dikhayi de raha waha tak chaliye aur aage ka rasta uske aage se dikhayi dene lagega. apne business idea par focus kariye aur aage badte rahiye. aap nishchit hi safal honge. Business me ya kisi bhi kaam ko agar nirantar kiya jata hai to wo ek na ek din safal ho hi jata hai. Agar hum kisi bhi kaam ko poori imandari se mehna se kare to aisa hai hi nahi ki hoga nahi. Kuch bhi possibe ho sakta agar hum chahle. Waise to log jante to sabkuch hai but koi karna nahi chahta, sabko pata hai ki sumah uthna accha hota aur subah uthne ke bahut saare fayde hote but uthne me sab aalas karte.    Dosto Mujhe aasha hai ki aap apne lakshya ko banayenge...

Earnkaro App se kar sakte hain bahut sari income

Dosto Earnkaro Application par koi bhi free me Join kar sakta hai isme income karne ke liye kisi bhi tarah ki koi fees and charges dene nahi hote. Is App ko use karke aap bahut se tariko se bahut dher sari income kar sakte.  Is App me bahut sari companies ke affiliate link diye gaye hain jaise Flipkart, Snapdeal, Amazon and much more. In companies ke affiliate link ka use karke kisiko ko bhi discount de sakte hain aur kisiko bhi koi deal recommend kar sakte hain. Agar aap dwara recommend Kiya huwa product koi bhi aadmi purchase kar leta hai to aapko commision ke roop me kuch amount diya jata hai. Iske liye aapko bas karna ye hai ki Sabse pahle Aap Playstore se Download aur install kariye aur free me Join kariye. Uske baad App ke step bas follow  karte jaiye. Kyun dosto haina ek aasan rasta bahut dher sari income wo bhi ek app se. Earnkaro App Download Now Thanks to My Visitors

10000 Se Adhik Masik income kare

Dosto Aaj Mai aapke liye laya hu ek bahut hi shandar business idea jiska agar samay rahte labh uthana chahte to ek call diye huwe Number par awasya kare. Mai hu aapka dost aur business Guru. CityMall    Aap Ki Dukan Aapki Pahchan CityMall ek eCommerce website hai aur ii s website par ghar ke use ka sabhi saaman milta hai. Jis tarah Flipkart, Amazon, Grofers and Spencer aadi bahut saare plateform hain jahan par Grahak ke use ka har saaman uplabhdh hai. Agar aap bhi CityMall se judkar part time ya full time dekar bahut dher saari income karna chahte hain to Aapke liye yeh ek bahut hi sunahra mauka hai. 3 Ghante Kaam, Din bhar ke Daam Agar aap kahi aur koi job ya business karte hai to bhi aap kewal 3 Ghante kaam karke din bhar ki income kar sakte hain. For More Information Call Hurry Up Now 8952989529 Call me hi 1 Press kare  Thanks  Aap ka Apna CityMall.                                ...

Business Jinme ho sakti bahut Growth

Business Jinme ho sakti bahut Growth Dosto Aaj ka sahari jeevan bahut hi fast ho chuka hai koi bhi chij saman Market me bikne wali sabhi chij milawat se bhari hui hai aadmi Kya khaye Kya na khaye kuch samajh me nahi aata. Milawat ke Karan hi logo me aneko swasth samasyain dekhne ko mil rahi hai. Heart attack and cancer jaisi bimari pahle ke time me kabhi bhi nahi sunai deti thee. Agar koi in business ko poori imandari ke sath karta hai to safalta milegi hi milegi. aajkal log qwality se samjhauta nahi karna chahte. Kuch log to pure chij ke liye jyada kimat chukane ke liye taiyar rahte. Lekin unke paas koi bhi option na hone ke Karan unhe pure product nahi mil pata. 1. Sarso ke Oil ka business Dosto sarso ka oil bhi market me aajkal bahut bekar quality me bik Raha hai usme to sarso ke alawa pata nahi Kya Kya milaya jata aur color and palm oil bhi milate jisse koi pahchan hi nahi sakta. Isliye agar shudh pili sarso ko saaf suthra karke pisaya jata aur filter Kiya jata to yah tail sarso ka...

Redmil Business Mall

Dosto Aaj ke yug me bahut se log apna khud ka business karna chahte hain Agar aap bhi ek business ki talash me hai lekin unke pass koi Unique business Idea nahi hai to  Redmil Business Mall jo ek B2B  Fintech Company hai iske sath aap partner bankar apna online service dene wala new business start kar sakte hain aur dher sari income kar sakte hain. yeh ek aisa business hai jisko aap chahe to full time chahe to part time me kar sakte hain. iss business ke liye aapko kisi bhi bade investment ki koi jarurat nahi hoti na hi kisi badi jagah ya office ki jarurat hoti hai. Isko karne ke liye aapko ek chote investment ki jarurat hoti aur apne ghar se hi start kiya ja sakta. Redmil Business Mall Aise business model ke bare me aapne shayad aaj se pahle nahi suna hoga. lekin mai aapko yeh ek aisa business idea bata raha hu jisse aap bahut accha profit earn kar sakte hain. Itni money growth aapko aur kisi bhi business me nahi milegi. Ye ek aisa business hai jisme na hi aapko koi maal ya...

Aap Ka Electric Bill 70 Se 80 % Kam ho Sakta hai CENTRAL GOVT SCHEME

Aap Ka Electric Bill 70 Se 80 % Kam ho Sakta hai   Dosto Aaj Mai Apko ek Khuskhabri Batane wala hu Jisse aap ka bijli ka Bill Lagbhag 70 se 80 % Tak Kam ho Sakta hai aur iske liye Apko jyada kuch karna nahi padega. Hamare Bharat Desh ki Economy bahut hi tej gati wali Economy hai Jahan bahut sare log apne udhog dhandhe karte hain jinki sankhya lakho aur karodo se bhi bahut adhik hai. Sabhi logo ke udhog dhandhe ko chalane ke liye unhe urja ki jarurat hoti hai. udhog dhandho ko chalane ke liye bahut se upkaran lagane hote hain jinme adhik matra me urja ki khapat hoti hai but bharat sarkar ke pas itni utpadan karne ki chamta nahi hai. Aur Log Bijli Ke bill se bahut Jyada pareshan hain. Sarkar bhi prayas me lagi hai ki kaise urja ke utpadan ko badaya jaye but udhog dhandhe bhi lagatar badte hai aur jansankhya bhi bad rahi hai. Isliye sarkar bhi solar energy ko badava de rahi hai.  Solar Energy Kya hai Urja ka Mukhya srot hain surya. Solar Energy ko hindi me saur urja kahte hain. y...

Sahaj Jan Suvidha Kendra kya hai Kaise khole

Sahaj Jan Suvidha Kendra Sahaj ek aisa portal hai jiske madhyam se koi bhi agent apne customer ko bahut sare online sarkari aur gair sarkari suvidhaye uplabdh kara sakta hai. jiske liye sahaj apne agent ko profit ke roop me kuch commision deta hai. Sahaj center ab gaon aur door ke ilako tak pahuch chuke hain. Sahaj Registration  Sahaj ka registration lena bahut hi aasan hai poora process online hai bus thoda samay apko apply karne ke baad wait karna hota hai kuch time baad iska approval mil jayega and aap ek sahaj Mitra ban jayenge aur apko sahaj ki taraf se user id and password apke email par send kar diya jayega.  Sahaj ka Registration 2 category me hota hai Individual Self Help Group Sahaj registration ke liye Requirement 1. Bharat ka Nagrik hona chahiye 2. Age 18 Saal honi chahiye 3. Pancard and Adharcard 4. Bank Account 5. Educational Certificate 6. Photograph Sahaj ke liye in sabhi document proof ki jarurat hogi. Apko ek shop rent par leni hogi aur ek computer and printe...

PM Wani Yojna Free wifi in India

Dosto aaj mai aapko ek bahut hi unique idea batane ja raha hu jisse koi bhi sadharan vyakti bhi bahut hi jyda income kar sakta hai. digital india banane hetu sarkar ne free wifi ki yojna poore india me chalu karne ka kadam uthaya hai PM WANI Yojna (Prime Minister wifi Access Network Initiative) yeh scheme shri Narendra modi ke dwara December 2020 me manjuri di ja chuki hai. PM wani yojna ke antargat poore bharat desh me free wifi muhaiya karane ki suvidha pradhan ki jayegi. Jo bhi iis yojna se judna chahta hai wo free ya thode bahut investment ke sath suru kar sakta hai. sarkar bhi bahut se sthano par router lagayegi and agar aap bhi chahte hai to aap bhi apne ghar par shop par router lagwakar bahut sari income kar sakte hai. isme aapko kisi bhi jagah ko lene ki jarurat nahi hai. Jo bhi vyakti is yojna se judkar dher sari income karna chahta hai uske liye maily 2 tarike hain. PDO In do tariko me pahla tarika hai PDO (Public Data Office) yani ki Maan lijiye ki ek retailer. Jaha par aapk...

Amazon Easy Store se Kama sakte hai lakho

Dosto Amazon ka naam to aap sabne suna hi hoga Jo portal online shopping ke liye bahut famous hai. Amazon par apko har saman online mil jayega aur bahut saste price me. Amazon Easy Store Amazon online market me to famous hai hi but ab is company ne offline local market me bhi growth karna start Kar diya hai. Amazon apne store local market me open Kar rahi hai jiska main uddesh hai customers ko online shopping ke liye jagruk karna. Unki problem ko solve karna. Amazon ka yeh franchise model hai Jo koi bhi vyakti start Kar sakta hai. Agar aap bhi Amazon company se judkar bahut sari income karna chahte hain to aap iski frenchise ke liye try Kar sakte hain. Amazon ke lakho product Jo bhi aap sale karenge apko iske badle ek accha commission milega. Amazon Easy Store ke liye Requirement  1. Shop (Rented or own) 2. Computer (Laptop or Desktop) 3. Internet Connection with High Speed 4. Basic Computer Knowledge 5. Board Banner  Agar aap ke paas yeh sab chije hain to aap Amazon Easy Stor...

Customer Service Point (CSP) se kaise kare income

Customer Service Point (CSP) CSP Mainly to Banks ke service provider point hote hain banks ki suvidhaye inhi points par grahako ko uplabdh karayi jati hain. Unhe bank Jane se chutkara mil jata hai. CSP banks aur grahak ke bich agent ka kaam karta hai. Jinke badle CSP ko bank commission deta hai. CSP ke Main Works 1. Cash Deposit 2. Cash Withdrawal  3. Account Opening 4. Fund Transfer 5. Loans 6. ATM  7. Passbook CSP ke hone se logo ko banks ke chakkar katne ki koi jarurat nahi hoti. CSP banks ki door step banking ka hi ek swarup hai. CSP ki monthly Income Normal insaan bhi CSP kholkar 25000 to 30000 Monthly Kama sakta hai. Jo use commission ke Tor par milta hai. Dosto aajkal sabhi banks ne CSP alot Kar diye hain. Isliye agar koi bhi berojgar iss point ko start karta hai to bahut sa profit earn Kar sakta hai. Agar aap bhi CSP Lena chahte hai to paas ki bank branch managér se contact Kar sakte hain . Thanks to My Readers

Jan Seva Kendra CSC se Income

Dosto agar aap internet and online madhyam se income karna chahte hain to uska ek bahut accha vikalp hai. Jiske madhyam se aap logo ki help bhi karenge aur paise bhi Kama payenge. Jan Suvidha Kendra CSC Dosto Jaisa ki aapko naam se hi pata chal gaya hoga ki Jan suvidha kendra ya customer service center ek aisa place hota hai Jo Jan Jan ki Seva karta hai kuch vishesh kaam ke liye. Logo ko bahut sari sevaye Pradan karta hai. Sahaj Jan Suvidha kendra Dosto agar aapka CSC se approval nahi ya hone me bahut time lagta hai to aap Sahaj Jan Seva se sampark karke turant hi apna center open Kar sakte hain. Jan suvidha dwara Milne wali services 1. Ration Card 2. Pancard 3. Railway Reservation 4. Income Certificate 5. Birth Certificate 6. Living Certificate 7. Adhar Card 8. FSSI 9. GST 10. Recharge 11. Vechile Insurance 12. Passport 13. Ayushman Card Jan Suvidha Kendra ke liye Avashyak Samagri. 1. Office (Own or Rented) 2. Computer Or Laptop 3. Internet Highspeed 4. Printer 5. Webcam 6. Biometric ...

Startup ke liye Mool Mantra

Dosto Jaisa ki aap jante hain ki aaj ka yuva rojgar ki talash me hai sabhi sectors ki job me problems chal rahi log naye rojgar ki khoj me pareshan hain. Kya kare Kya na kare kuch bhi samajh nahi aata. Startup ki baat ki jaye to sochta har yova hai ki business karna hai kuch new and big. Bahut sare plan bhi bante hai but aksar log try hi nahi karte kyunki unko dar lagta hai ki kahin loss na ho Jaye. But Dosto kuch Naya try na karna bhi to ek risk hai. Koi jaruri nahi ki aapko jaisa dar lag raha fail hone ka waisa ho. Manta hu ki kuch mushkile jarur hongi but unka solution khojte khojte hi to hum safalta Tak pahuch sakte. Isiliye aapko try to jarur karna chahiye bhale hi chota sahi. Hamesha positive soch se hi hum aage bar sakte hain. Dosto aaj Mai aapko kuch aise ideas batane ja Raha hu. Jo aapko startup me help karenge. Aur aap slowly slowly growth Kar sakenge. 1. Unique Idea (Innovation) Unique Idea Matlab aap ka Jo bhi product or service ho usme kuch Naya hona chahiye jisse aapka id...

10 Business Jo Ghar se Safaltapurvak kiye ja sakte

Dosto Jaisa ki aap aur hum jante hain ki hum Covid 19 ke sankat se joojh rahe hain. Bahut se log is sankat ke chalte apni job ya rojgar kho chuke hain. Aise logo ke liye yeh ek bura samay hai aur ab sabse pahle hame iss sankat se nikalne ke liye naye rojgar ki talash karni hogi. Agar sach kahe to corona ne hame bahut kuch sikha bhi diya.  Aaj Mai aapko kuch aise business ke bare me batane ja Raha Jo aap sabhi apne hi Ghar se start karke saphal ho sakte aur khub sari Income bhi Kar sakte. 10 Business Jo Ghar se hi safalta purwak kiye ja sakte. Aur Inme growth ki sambhawna bhi bahut adhik hai. 1. Handmade Cloths Agar aap me hai silai ki skill to aap Ghar se hi hath se sile huwe kapdo ko taiyar Kar sakte hain. Unko acche se design bhi Kar sakte Jo hamesha Chalan me rahte. 2. Fragrance Candle Khosbu wali mombatti Jo istime balki hamesha hi Chalan me rahti aur bahut mahangi bhi bikti hai isliye aap aisi candle taiyar karke munafa Kama sakte. 3. Pickles Aajkal log market me aane Wala ach...

Deshi Pise huwe Masale ka Business

Dosto Aaj ka Yug bahut modern hota ja Raha hai. Kisi ke pass bhi itna time nahi hai ki Masale ko saaf suthra aur pees Kar istemal me laya Jay. Isiliye aajkal har aadmi ready made masalo ko hi use Karne laga hai jise istemal karna kaphi saral hota hai.  Agar aap bhi Ghar ke deshi Pise masalo ka business karte hain aur uski quality par bhi dhyan dete hain to aapka business bahut teji se grow karega aur aapka brand bhi bahut famous hoga. Masalo ka business Karne ke liye aapko jyada kuch nahi karna bus masalo ko saaf karke unme se kankad patthar chant Kar usko machine se pisna hai aur iss tarah aapka masala taiyar ho jata ab aap use simple ya printed packing me pack Kar sakte hain.  Aap masalo ko ( Haldi, Mircha, Dhaniya aur sabji masala) 10 GM, 25 GM, 50 GM and 100 GM ki packing me pack Kar sakte hain. Dosto business koi bhi ho agar usme koi bhi unique chij include karte to wah logo ko yaad rahta aur unki habit ho jati hain. Aur habit me agar hamara product aa gaya customer ke to...

Meesho App se unlimited Income

Dosto Meesho app ek aisa app hain jisse koi bhi unlimited Income Kar sakta hai wo bhi apne Ghar par baithkar Bina kisi investment aur bhagdaud ke bus kewal apne smartphone ka use karke. Meesho ek reselling platform hai jis par ek bahut badi products range hai. Isme bahut sari products category hain. Jisme se aap best products ko choose Kar usko pramote Kar sakte aur aapke pramotion se Jo bhi sale hogi uska commission aapko dilivery ke baad hi account me aa jata hai jise aap online apne bank me bhi track Kar sakte hain. आसानी से पैसे कमा सकते हैं। और सबसे बड़ी बात तो ये है कि आप ज़ीरो इन्वेस्टमेंट से शुरू कर सकते हैं। आप इनप्रॉडक्ट्स को अपने मित्रों और परिवार को व्हाट्सऐप और फेसबुक पर बेच सकते हैं।   हर सेल के साथ आप मुनाफ़ा कमाते हैं जो आप ऐप पर दी गई कीमत के ऊपर जोड़ते हैं। अगर आप किसी हफ्ते में दिए गए टारगेट से ज़्यादा बेचते हैं, तो आप एक मोटा बोनस कमा सकते हैं।   जैसे जैसे आपका बिज़नेस बढ़ेगा, आपको अपने परिवार और मित्रों के नेटवर्क के बाहर और भी ज़्यादा कस्टमर्स मिलने लगेंगे। ...