सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

Youtube लेबल वाली पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Earn For Learn On Youtube

Hello Friends Earn For Help Ab Apne Video YouTube par bhi Start Karne Ja Raha hai Please Watch Now Watch Now and Subscribe Please Subscribe Now Please Thanks To All Followers Gaurav Singh जरुर पढ़िए   ऐडसेंस के लिए क्या क्या  है महवपूर्ण एड्सेंस से पैसे कैसे कमा सकते हैं   सीख (Learn) करके कैसे कमाए ? चैटजीपीटी (CHATGPT) से आर्टिकल लिखे और कमाए 50 हजार

यु टूब (YouTube) से इनकम कैसे करे

युटूब (YouTube) से इनकम कैसे करे YouTube विभिन्न प्रकार के मुद्रीकरण विधियों के माध्यम से रचनाकारों को उनकी सामग्री से पैसा कमाने के लिए एक मंच प्रदान करता है। यहाँ कुछ तरीके दिए गए हैं जिनसे YouTube निर्माता आय अर्जित कर सकते हैं: विज्ञापन राजस्व: YouTube वीडियो के निर्माता के साथ वीडियो के पहले या उसके दौरान चलने वाले विज्ञापनों से उत्पन्न राजस्व का एक हिस्सा साझा करता है। अर्जित राशि दृश्यों की संख्या , वीडियो की लंबाई और दर्शकों की जनसांख्यिकी जैसे कारकों पर निर्भर करती है। चैनल सदस्यताएँ: निर्माता चैनल सदस्यताएँ प्रदान कर सकते हैं , जो ग्राहकों को मासिक शुल्क पर विशेष सामग्री और अनुलाभों तक पहुँच प्रदान करती हैं। सुपर चैट और सुपर स्टिकर्स: ये ऐसी विशेषताएं हैं जो दर्शकों को लाइव स्ट्रीम के दौरान मौद्रिक दान करने की अनुमति देती हैं , जिसमें दृश्यता बढ़ाने के लिए उनके संदेश को चैट में हाइलाइट किया जाता है। पण्य वस्तु की बिक्री: निर्माता अपने दर्शकों को उनके वीडियो या उनके चैनल पेजों पर लिंक के माध्यम से कपड़े , सामान और अन्य ब्रांडेड आइटम जैसे मर्चेंडाइज बेच सकते हैं। प्र...

Youtube ka Scope As a Creator

Aap me se bahut se log janna chahte honge ki YouTube me kya scope hai Creator ke liye.  Dosto Mujhe Apko yeh Bantane me bahut jyada khushi ho rahi hai ki YouTube me Creator ke liye bahut si sambhavnaye hain bahut saara scope hai bus jarurat hai Creations ki. Agar aap me bhi hain kisi bhi tarah ki creativity to aap ko jarur usko sabke sath share kar sakte hain. Youtube par jahan bahut sare creator hain wahi bahut saari Audience Bhi hai. Isiliye Aapki kisi bhi tarah ki creativity ko saari duniya me share karne wala YouTube ek apni tarah ka pahla digital platform hai. Dosto YouTube platform par bahut sare creators apne knowledge ko sabke sath share kar rahe hain aur Lakho Ki earnings Bhi kar rahe hain. YouTube bahut hi popular platform hai. Aajkal log TV ki jagah YouTube par apna time bitate hain. Youtube par Lakho video hai sabhi field se jiska audience labh utha rahe hain. YouTube par available Video sabhi field se hain: Education Technology Games Tutorials Music Decoration Health ...

Unique Content Writting is most important in Blogs And Youtube

Unique Content is king Unique content ka matlab hai kisi aise article se jo aapka apna khud ka create kiya huwa ya likha huwa ho aur usme kuch naya ho jo visitors ko apni taraf attract kare. Aur unique content Blog ho ya YouTube Video ho dono par hi lago hota hai. Aksar kuch log Blog banane ki jaldi me idhar udhar se copy karke apni post publish kar dete hain aur sochte hain ki unka blog grow ho jayega but Dosto Aap aisi koi galti mat kare. Kisi bhi jankari ke liye aap kisi bhi blog ya website ki help le sakte hain aur un jankariyo ko apne article me apne alag tarike se likhe jisse aap ki likhne ki skill bhi develop hogi aur tabhi visitor aapki post ko poora read karega. Aapke Jo Bhi Blog Reders hain unko aapki post acche se samajh aani chahiye aur unke liye information usefull honi chahiye.  Dosto jis tarah teacher to sabhi acche hote hain lekin sabka samjhane ka tarika alag alag hota hai. Isiliye dosto don't copy and paste kyunki article to article yaha tak ki aap kisi image ko b...

Youtube Par 1000 Subscribers complete karne ka sunhra mauka Jaldi Kijiye

Han Dosto Agar aap New Youtuber hain ya fir jald hi apna Koi YouTube channal suru karna chahte hain. To aapke samne ek bahut hi tumhara mauka hai aur mai aapko aaj ek bahut acchi si news dene wala hu. Aapko pata hi hoga ki agar aap ka youtube par koi channal hai aur aap apne channal ka monetization on karwa kar  bahut dher sare paise kamana chahte hain to aapke YouTube channal par kam se kam 1000 subscribers aur 4000 Ghante ka watch time complete hona bahut hi jaruri hai. Dosto mai jyada der na karte huwe sidhe apni baat par aata hu aur mai aapko batana chahta hun ki YouTube ne ek new service abhi jald hi Short video naam se start hui hai jisko YouTube khud se bahut hi jyada promote bhi kar raha hai. Agar aap is mauke ka laabh uthana chahte hain to jald hi apne short video dalna chalu kar dijiye aur apne 1000 subscriber jo target hai complete kariye aur agar aapka channal viral hoga to watch time bhi aapka complete hi ho jayega.  Istarah aap log 1000 Subscriber ka target to ni...

YouTube ka new Update

Han Dosto  Aaj mai aapko Youtube ki ek khas baat batane ja raha hun. Aap me kuch log to shayad bahut khush bhi ho jayenge meri baat sunkar. YouTube ne Abhi haal me hi ek new feature launch kiya hai jiska naam hai YouTube shorts . Dosto agar aap nahi dekh paye hain to aap apne YouTube ko upate karle to wo option aapko Mil jayega  +  Sign dikhega usko press karte hi aap YouTube par shorts video bhi upload kar sakte hai. Pahle yeh suvidha aap ko kewal tiktok par milti thee. Tiktok banned hone ki wajah se YouTube ne ek nahi suvidha suru ki hai.Ab Aap log bhi YouTube par shorts video bana kar daal sakte hai usme music bhi le sakte hai. Jab aap YouTube par jayenge to aap ko kuch istarah dikhega   YouTube shorts ka option . Isme dosto jo second option hai wahi hai YouTube shorts . To dosto mujhe aasha hai ki aap samajh gaye honge ki YouTube shorts kya hai. Thanks dosto

क्या आप यूटूब इनकम के बारे में जानते हैं ?

क्या आप यूटूब इनकम के बारे में जानते हैं ? क्या आप यूट्यूब इनकम के बारे में जानते हैं ? दोस्तो, आज मैं आपको इस प्रश्न का बिलकुल सरल भाषा में जवाब दूंगा जिससे आप लोग समझ पाएंगे की आखिर यूट्यूब इनकम है क्या ?  डिजिटल युग  आज का युग दोस्तों एक डिजिटल युग है इसलिए इन्टरनेट (INTERNET), फेसबुक (FACEBOOK) और युटूब (YOUTUBE) से बहुत ज्ञान दिया और लिया जाता है। आजकल हर एक इंसान इन्टरनेट और फेसबुक से युटूब पर दिन के कम से कम 4-5 घंटे नेट सुर्फिंग (Net Surfing) करके कुछ न कुछ खोज रहा है इसलिए इन सभी वेबसाइट पर काम करने का बहुत सारा स्कोप है।  अगर आप इन माध्यमो पर काम करे तो जल्दी ही हम बहुत सारा पैसा कमा सकते हैं। आपने आजकल युटूब से कमाई के बहुत से किस्से इन्टरनेट पर सुने होंगे पर शायद आपको विश्वास न हो मगर मै बताना चाहता हु की ये सच है की युटूब एक बहुत ही पोपुलर माध्यम है। जहाँ से लोग बहुत सारी इनकम कर रहे हैं और बहुत फेमस भी हो रहे हैं। अपने नाम की अलग ही एक पहचान बना रहे हैं।  पहले के समय में ज्ञान लेने के लिए लोग केवल किताबो को ही इस्तेमाल करते थे मगर आज का जमाना इतना ...