सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

Investment लेबल वाली पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Earn ke liye Chote Chote Investment bhi hai Bahut jaruri

Dosto Agar aap bhi apni income ko increase karna chahte hain to aapko choti choti savings karni hongi monthly basis par. In savings ko aapko kuch dino ke liye nivesh karna hoga aage chalkar kuch time baad ye hi bachat aapko bahut jyada income karwa sakti hai. Jivan ke kathin samay me hamesha hamari savings hi hamare kaam aati hain. Dosto Mai bataunga aaj apko share ke baare me. Aajkal Covid 19 Korana Mahamari ki wajah se TCS, Reliance Industries, Hdfc Bank etc jaisi sabhi company ke share bahut jyada gir gaye hain to aap mahnge share aaj bahut hi kam daam par purchase kar sakte hain aur jab bhi market grow hogi aapko labh hi hoga. Aap ko isme koi eksath bahut jyada paisa nahi lagana hai. Bus har month kuch share kharid lene hain aur apne portfolio me add kar lena hain. Aap chahe to 5000 Rs se bhi iss kaam ko start kar sakte hain aur jab aapko profit dikhe to yah investment increase kar sakte hain. Share Purchase ke liye aapko bus 2 accounts ki jarurat padti hain. 1. Saving Account Aajk...