Header Ads

Customer Service Point (CSP) se kaise kare income

Customer Service Point (CSP)

CSP Mainly to Banks ke service provider point hote hain banks ki suvidhaye inhi points par grahako ko uplabdh karayi jati hain. Unhe bank Jane se chutkara mil jata hai. CSP banks aur grahak ke bich agent ka kaam karta hai. Jinke badle CSP ko bank commission deta hai.

CSP ke Main Works

1. Cash Deposit

2. Cash Withdrawal 

3. Account Opening

4. Fund Transfer

5. Loans

6. ATM 

7. Passbook

CSP ke hone se logo ko banks ke chakkar katne ki koi jarurat nahi hoti. CSP banks ki door step banking ka hi ek swarup hai.

CSP ki monthly Income

Normal insaan bhi CSP kholkar 25000 to 30000 Monthly Kama sakta hai. Jo use commission ke Tor par milta hai.

Dosto aajkal sabhi banks ne CSP alot Kar diye hain. Isliye agar koi bhi berojgar iss point ko start karta hai to bahut sa profit earn Kar sakta hai. Agar aap bhi CSP Lena chahte hai to paas ki bank branch managér se contact Kar sakte hain .

Thanks to My Readers

कोई टिप्पणी नहीं

Blogger द्वारा संचालित.