सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

Internet and Online लेबल वाली पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Top 10 Passive Income Ideas

Dosto Aap Logo ne shayad Passive Income ke bare me suna hi hoga agar nahi suna to mai aapko bataunga ki Passive income ya Nishkiya income jisme vyakti ko kuch karya karna nahi hota jaise kisi sampatti se aane wali rental income. Jo income aapke bina sakriya huwe hoti hai aisi kisi bhi income ko passive income kahte hain. Aisi income jo aap sote bhi rahe tab bhi aati rahe. Wo mukhya roop se Passive Income hoti.  Aaisi Income ko karne ke liye ek baar starting me bahut se paise aur mehnat bhi lagti jaise aap makan banate hain usm ekitna sara time and money invest hota but jab wo ban jata to aapka kaam khatma ho jata bus time to time kiraya wasulna hota aur makan ko maitain rakhna hota. Aaj mai aapko bataunga ki Passive Income karne ke kuch ideas Jisko use karke bahut sari income kar sakte hain: 1. Rental Properties Aaj kal log Passive Income karne ke liye sabse adhik use aise hi idea ka karte hain. Property sabse popular idea hai jisse Rental Income ki ja sakti hai aapko mothly rent...

Facebook Se Income kaise Kar sakte

  Hello Dosto Aaj main aapko batane ja Raha hu ki Facebook Se Income Kaise Kar Sakte hain. Aap me se adhiktar log Facebook jarur use karte honge lekin bus kewal timepass ke liye. But Ye bhi ek sach hai ki shayad hi kuch log ye jante honge ki Facebook Se koi bhi insane bahut sari income bhi Kar sakta hai. Agar aapka koi product business hain ya fir aap koi service dete jaise cloths selling ya fir gardening, decoration aadi.Kisi bhi type ke  business ko aap Facebook par pramote Kar sakte hain aur uski marketing Kar sakte hain. Aapko karna sirf itna hain ki apna ek Facebook page create karna hain. Apne customer ko time to time apne new products and services ki information Dena hai. Apne new customer se touch banaye rakhna hai.Jisse ki new customer ko satisfaction mil sake. Dosto Aaj ke time internet ka time hai aur is internet ke madhyam se log bahut sari income Facebook Se Kar rahe hain. Agar aap bhi thodi si mehnat karenge to jarur hi safal honge. Facebook page banane ka proces...

इन्टरनेट से पैसे कैसे कमा सकते ?

इन्टरनेट से पैसे कैसे कमा सकते हैलो दोस्तो आजकल आपने इंटरनेट पर बहुत जगह बार बार सुना और देखा भी होगा कमाई करे बिना कुछ इनवेस्टमेंट के लेकिन मै आपको बता देना चाहता हु की आजकल इंटरनेट पर बहुत बड़ा जाल है जो लोगो को ठगी का सीकर बना रहा है जिससे आप लोगो को बहुत ही सावधान रहने की जरुरत है लेकिन आज आजकल लोग पैसे के लालच मे अक्सर जाल में फसते जा रहे हैं    आपको खुद से ही इस बात को समझना होगा की बिना कुछ करे कमाई कैसे की जाती है ऐसा पॉसिबल नहीं हो सकता है इसलिए आपजो फेक आइडियाज से दूर रहना चाहिए और कोई ऐसा काम सुरु कर सकते जिसमे कोई पैसा न खर्च हो आपको सब्र रखके कुछ ऐसे तरीके के बारे में अच्छे से समझ के इस्तमाल करना होगा जिस्मे कम समय लगे और इन्वेस्टमेंट भी ना के बराबर लगे और आप को मै ऐसे बहुत से तरीको को बताऊंगा की आपको बहुत ही कम समय देकर बहुत सारी इनकम कर सकते हैं: ऐसे कुछ तरीके इस प्रकार हैं   ब्लॉगिंग (Blogging):   अगर आपका पैशन लिखने में  है तो आप अपना खुद का ब्लॉग बना सकते हैं और उस पर लेख लिख कर पैसे कमा सकते हैं। ब्लॉगिंग के लिए आपके पास आपको एक भी पैसा ख...