Header Ads

Sponsorship kya hai ? Aur isme paisa kaise kamaya ja sakta hai ?


 Sponsorship  Kya hai 



Dosto Aap jante hi honge ki kisi bhi brand ko banane me bahut hi jyada mehnat aur samay lagta hai. Jaise Mai ek Blogger Hu but mujhe 7 Saal ho gaye aur aaj bhi mehnat kar hi raha hu. kuch time baad mere blog par article ko read karne ke liye lakho visitors honge.

Jo video aap log Youtube par dekhte hai in sabhi video ko banane me bahut hi jyada time and mehnat lagti hai agar sach batau to saalo ka samay lag jata hai tab jakar kahin ispar Follower and viewer aapate hain. aap bhi shayad sochte honge ki insab ko itne paise milte bhi honge ya nahi.

Apne blog ya youtube channal ke pramote process ko jaise hi poora karte hain aur thode popular hote hain waise hi kuch companies humse judne lagti hai wahi hame Sponsorship karti hai. bahut se log soch rahe honge ki isse comapnies ko kya profit hai. Iska jawab hai yes. Blog ya Youtuber ke apne bahut saare visitor and viwers hote hain uski ek apni Reach hoti hai. Jahan tak blog ki Reach hoti wahan tak compnies apne brand ko pramote kar sakti hain jisse unki sale grow hongi aur profit hoga isi profit ka kuch percent share hi wo aapko pahle support karke karti hai. Company aajkal Blog par paid pramotion bhi karwane lagi hain.

Sponsorship Se income kaise kare

Sponsorship adhiktar companies kewal unhi Blog ya Youtuber ko deti jo social media account par active rahte aur unke follower and viewers acchi khasi matra me hote hain. Blog ya Youtube channal banakar Sponcership se bahut paisa kamaya ja sakta hain.

Blog Sponsorship  

  

Youtube Sponsorship  


Facebook Sponsorship  



Thanks to My Visitors





2 टिप्‍पणियां:

Blogger द्वारा संचालित.