Header Ads

keyword kya hai

keyword kya hota hai

Dosto Seo (Search engine optimization) me keyword ek bahut jaruri bhumika nibhata hai. Then isiliye aaj mai aapko batane wala hu ki keyword hai kya aur seo ke liye keyword itna mahatvpurna kyun hai. Iske alawa hum aapko yeh bhi batayenge ki kis tarah keyword ka use karke kisi bhi website ko google ranking me no 1 me laya jata hai.

keyword kya hai

Keyword kya hai

Keyword mainly aise word hote hain jo apki post ke subject ko describe karte hain ki aapka content kis bare me hai , jis tarah ek head line poore chapter ka sarans hoti.

Jis tarah meri blogging website hai aur us website par ek page hai jisme hum samjha rahe ki Internet Marketing kya hota hai to Internet Marketing kya hai , Internet Marketing , ye sab word haamre keyword hai matlab ki ye sab word hame batate hain ki content kis bare me hai. Inhi keword ko google par search karke visitor hamare blog taka ate hain. Isliye in kewards ki bahut aham bhumika hoti hai.

Inhi keward ko hume apne blog me is tarah use karna hota hai ki hamara blog google ranking me no 1 par aa jaye jisse uspar visitor ki sankhya adhik ho sake aur growth ho sake, Seo me hum keywords ko is tarah set karte hain ki blog ranking top pa ho jati hai.

Jaise hum internet Marketing ki baat kare to Internet Marketing से releted hamara koi blog hai ya koi webpage hai to hum chahenge ki koi vyakti us blog se Releted ya fir Internet Marketing se related koi bhi keyword type kare. jaise what is Internet Marketing, Internet Marketing , type kare to use meri blog website Sabse top par rank kare. Mujhe aasha hai ki hamari is post se shayad aapko keywords ka matlab and iska use samajh me aagaya hoga.



Thanks To My Visitors








कोई टिप्पणी नहीं

Blogger द्वारा संचालित.