Youtube ka Scope As a Creator
Aap me se bahut se log janna chahte honge ki YouTube me kya scope hai Creator ke liye.
Dosto Mujhe Apko yeh Bantane me bahut jyada khushi ho rahi hai ki YouTube me Creator ke liye bahut si sambhavnaye hain bahut saara scope hai bus jarurat hai Creations ki. Agar aap me bhi hain kisi bhi tarah ki creativity to aap ko jarur usko sabke sath share kar sakte hain. Youtube par jahan bahut sare creator hain wahi bahut saari Audience Bhi hai. Isiliye Aapki kisi bhi tarah ki creativity ko saari duniya me share karne wala YouTube ek apni tarah ka pahla digital platform hai.
Dosto YouTube platform par bahut sare creators apne knowledge ko sabke sath share kar rahe hain aur Lakho Ki earnings Bhi kar rahe hain. YouTube bahut hi popular platform hai.
Aajkal log TV ki jagah YouTube par apna time bitate hain. Youtube par Lakho video hai sabhi field se jiska audience labh utha rahe hain.
YouTube par available Video sabhi field se hain:
Education
Technology
Games
Tutorials
Music
Decoration
Health & Fittness
Earning Online
Quotes
Shayri
Stories
Articles
Dosto ye to kuch hi fields hain YouTube par bahut se field par video mil jayenge apke manchahe topic par. Lekin inse alag bahut se aise topic bhi honge jarur jisse related video abhi bhi bahut hi kam ho aur aise subject par agar aap koi knowledge wala video banate hain to popular hone ke jyada chances hain.
Usefull article
जवाब देंहटाएंThanks
हटाएंMai bhi Bannatyne chahta creator
जवाब देंहटाएंBilkul Baniye Hum aapki help karenge
हटाएं