Header Ads

Earn ke liye Chote Chote Investment bhi hai Bahut jaruri


Dosto Agar aap bhi apni income ko increase karna chahte hain to aapko choti choti savings karni hongi monthly basis par. In savings ko aapko kuch dino ke liye nivesh karna hoga aage chalkar kuch time baad ye hi bachat aapko bahut jyada income karwa sakti hai. Jivan ke kathin samay me hamesha hamari savings hi hamare kaam aati hain.

Dosto Mai bataunga aaj apko share ke baare me. Aajkal Covid 19 Korana Mahamari ki wajah se TCS, Reliance Industries, Hdfc Bank etc jaisi sabhi company ke share bahut jyada gir gaye hain to aap mahnge share aaj bahut hi kam daam par purchase kar sakte hain aur jab bhi market grow hogi aapko labh hi hoga. Aap ko isme koi eksath bahut jyada paisa nahi lagana hai. Bus har month kuch share kharid lene hain aur apne portfolio me add kar lena hain. Aap chahe to 5000 Rs se bhi iss kaam ko start kar sakte hain aur jab aapko profit dikhe to yah investment increase kar sakte hain.

Share Purchase ke liye aapko bus 2 accounts ki jarurat padti hain.

1. Saving Account

Aajkal saving account to lagbhag sab ke paas hota hi hai aur nahi hai to aajkal banks turant hi saving account open jar dete hain. But account me aapko online transaction ki permission bhi jaruri hai jisse aap saving account se paisa apne Dmat account me daal sake aur withdrawal kar sake.

2. Dmat Account 

Dmat Account ek aisa account hai jaha se hum self se hi share ki purchase and sale kar sakte hain apni marji ke anusaar. Pahle to Dmat account open karwane me bahut problem hoti but ab kuch acchi companies hai jo online hi kuch hi der me aapka free me Dmat Account Open kar deti hain.

Mai to Ek Bahut Hi Popular Company hai jisse trade karta hun aap chahe to Try kar sakte hain. 5 PAISA Capital us company ka naam hai

For Dmat Account open

5 PAISA CAPITAL


कोई टिप्पणी नहीं

Blogger द्वारा संचालित.