सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

Deshi Pise huwe Masale ka Business

Dosto Aaj ka Yug bahut modern hota ja Raha hai. Kisi ke pass bhi itna time nahi hai ki Masale ko saaf suthra aur pees Kar istemal me laya Jay. Isiliye aajkal har aadmi ready made masalo ko hi use Karne laga hai jise istemal karna kaphi saral hota hai.  Agar aap bhi Ghar ke deshi Pise masalo ka business karte hain aur uski quality par bhi dhyan dete hain to aapka business bahut teji se grow karega aur aapka brand bhi bahut famous hoga. Masalo ka business Karne ke liye aapko jyada kuch nahi karna bus masalo ko saaf karke unme se kankad patthar chant Kar usko machine se pisna hai aur iss tarah aapka masala taiyar ho jata ab aap use simple ya printed packing me pack Kar sakte hain.  Aap masalo ko ( Haldi, Mircha, Dhaniya aur sabji masala) 10 GM, 25 GM, 50 GM and 100 GM ki packing me pack Kar sakte hain. Dosto business koi bhi ho agar usme koi bhi unique chij include karte to wah logo ko yaad rahta aur unki habit ho jati hain. Aur habit me agar hamara product aa gaya customer ke to...

Meesho App se unlimited Income

Dosto Meesho app ek aisa app hain jisse koi bhi unlimited Income Kar sakta hai wo bhi apne Ghar par baithkar Bina kisi investment aur bhagdaud ke bus kewal apne smartphone ka use karke. Meesho ek reselling platform hai jis par ek bahut badi products range hai. Isme bahut sari products category hain. Jisme se aap best products ko choose Kar usko pramote Kar sakte aur aapke pramotion se Jo bhi sale hogi uska commission aapko dilivery ke baad hi account me aa jata hai jise aap online apne bank me bhi track Kar sakte hain. आसानी से पैसे कमा सकते हैं। और सबसे बड़ी बात तो ये है कि आप ज़ीरो इन्वेस्टमेंट से शुरू कर सकते हैं। आप इनप्रॉडक्ट्स को अपने मित्रों और परिवार को व्हाट्सऐप और फेसबुक पर बेच सकते हैं।   हर सेल के साथ आप मुनाफ़ा कमाते हैं जो आप ऐप पर दी गई कीमत के ऊपर जोड़ते हैं। अगर आप किसी हफ्ते में दिए गए टारगेट से ज़्यादा बेचते हैं, तो आप एक मोटा बोनस कमा सकते हैं।   जैसे जैसे आपका बिज़नेस बढ़ेगा, आपको अपने परिवार और मित्रों के नेटवर्क के बाहर और भी ज़्यादा कस्टमर्स मिलने लगेंगे। ...

Facebook Se Income kaise Kar sakte

  Hello Dosto Aaj main aapko batane ja Raha hu ki Facebook Se Income Kaise Kar Sakte hain. Aap me se adhiktar log Facebook jarur use karte honge lekin bus kewal timepass ke liye. But Ye bhi ek sach hai ki shayad hi kuch log ye jante honge ki Facebook Se koi bhi insane bahut sari income bhi Kar sakta hai. Agar aapka koi product business hain ya fir aap koi service dete jaise cloths selling ya fir gardening, decoration aadi.Kisi bhi type ke  business ko aap Facebook par pramote Kar sakte hain aur uski marketing Kar sakte hain. Aapko karna sirf itna hain ki apna ek Facebook page create karna hain. Apne customer ko time to time apne new products and services ki information Dena hai. Apne new customer se touch banaye rakhna hai.Jisse ki new customer ko satisfaction mil sake. Dosto Aaj ke time internet ka time hai aur is internet ke madhyam se log bahut sari income Facebook Se Kar rahe hain. Agar aap bhi thodi si mehnat karenge to jarur hi safal honge. Facebook page banane ka proces...

Youtube ka Scope As a Creator

Aap me se bahut se log janna chahte honge ki YouTube me kya scope hai Creator ke liye.  Dosto Mujhe Apko yeh Bantane me bahut jyada khushi ho rahi hai ki YouTube me Creator ke liye bahut si sambhavnaye hain bahut saara scope hai bus jarurat hai Creations ki. Agar aap me bhi hain kisi bhi tarah ki creativity to aap ko jarur usko sabke sath share kar sakte hain. Youtube par jahan bahut sare creator hain wahi bahut saari Audience Bhi hai. Isiliye Aapki kisi bhi tarah ki creativity ko saari duniya me share karne wala YouTube ek apni tarah ka pahla digital platform hai. Dosto YouTube platform par bahut sare creators apne knowledge ko sabke sath share kar rahe hain aur Lakho Ki earnings Bhi kar rahe hain. YouTube bahut hi popular platform hai. Aajkal log TV ki jagah YouTube par apna time bitate hain. Youtube par Lakho video hai sabhi field se jiska audience labh utha rahe hain. YouTube par available Video sabhi field se hain: Education Technology Games Tutorials Music Decoration Health ...

Smart Income from Credit card

Dosto Aaj ke time me credit card bahut hi popular payment ka option ho gaya hai ab koi cash payment nahi karta sab digital payment hi karte hain. Dosto Aaj mai aapko bataunga ki Credit card use karne ka sahi tarika kya hai. Aur agar hum credit card sahi tarah se istemal karte hain to hamko usse bhi bahut saari earning ho sakti hai. But isme opposite agar humne thoda bhi misuse kiya iska to hame bahut se loss ke liye taiyar rahna hoga. Credit card banks apne customer ko provide karati hai aur unhe uska payment karne ke liye 50 days ka time bhi deti hain. Agar customer 50 days ke andar payment nahi kar paya to interest chukana hoga. Isiliye hamesha apne payment ki Billdate aur Due date yaad rakhe. Hamesha apni Bill duedate se pahle hi payment kare. Time to time  payment karte rahne se customer rating acchi bani rahti. Jisse aapki credit history acchi bani rahe. Cibil score 750 ke Karib rahe. Credit card ka use agar customer thik se karta to use kuch reward point bhi earn hote hain au...

Earn ke liye Chote Chote Investment bhi hai Bahut jaruri

Dosto Agar aap bhi apni income ko increase karna chahte hain to aapko choti choti savings karni hongi monthly basis par. In savings ko aapko kuch dino ke liye nivesh karna hoga aage chalkar kuch time baad ye hi bachat aapko bahut jyada income karwa sakti hai. Jivan ke kathin samay me hamesha hamari savings hi hamare kaam aati hain. Dosto Mai bataunga aaj apko share ke baare me. Aajkal Covid 19 Korana Mahamari ki wajah se TCS, Reliance Industries, Hdfc Bank etc jaisi sabhi company ke share bahut jyada gir gaye hain to aap mahnge share aaj bahut hi kam daam par purchase kar sakte hain aur jab bhi market grow hogi aapko labh hi hoga. Aap ko isme koi eksath bahut jyada paisa nahi lagana hai. Bus har month kuch share kharid lene hain aur apne portfolio me add kar lena hain. Aap chahe to 5000 Rs se bhi iss kaam ko start kar sakte hain aur jab aapko profit dikhe to yah investment increase kar sakte hain. Share Purchase ke liye aapko bus 2 accounts ki jarurat padti hain. 1. Saving Account Aajk...

Hindi ke Blogs Jaldi hi famous ho jate hain

Han Dosto Agar aap bhi ek blogger hain ya koi blog jald hi suru karna chahte hain to mai apko ek bahut important baat batana chahta hu. Dosto waise to agar dekha jaye to kisi ek hi topic par aneko blog aajkal aapko internet par dekhne ko mil jayenge. Dosto agar agar aap koi hindi me blog suru kare to ye ek bahut hi vishesh baat hai kyunki yaar English me blog bahut sare hain but hindi ke blog bahut hi kam hain. Hindi ke blog internet par hain to but bahut hi kam hain. Dosto aapka blog agar hindi me hai to woh bahut jaldi hi popular ho jayega. Kyunki ye bharat desh me rahte hain jaha hindi ke reader English se bahut jyada hain. Bharat desh me hindi ke reader bahut hi jyada hain aur lagatar inme growth ki sambhavna hai. Dosto kuch saalo pahle hindi language me koi blog nahi banata tha kyunki woh Google adsense se approved nahi ho pata tha but jab se hindi ke blog ko Google se approved kar diya gaya hai. Tab se hamare samne yeh ek new tarika hain blogging ka. Isliye dosto agar aap hindi l...