Header Ads

Hindi ke Blogs Jaldi hi famous ho jate hain


Han Dosto Agar aap bhi ek blogger hain ya koi blog jald hi suru karna chahte hain to mai apko ek bahut important baat batana chahta hu. Dosto waise to agar dekha jaye to kisi ek hi topic par aneko blog aajkal aapko internet par dekhne ko mil jayenge.

Dosto agar agar aap koi hindi me blog suru kare to ye ek bahut hi vishesh baat hai kyunki yaar English me blog bahut sare hain but hindi ke blog bahut hi kam hain. Hindi ke blog internet par hain to but bahut hi kam hain.

Dosto aapka blog agar hindi me hai to woh bahut jaldi hi popular ho jayega. Kyunki ye bharat desh me rahte hain jaha hindi ke reader English se bahut jyada hain. Bharat desh me hindi ke reader bahut hi jyada hain aur lagatar inme growth ki sambhavna hai.

Dosto kuch saalo pahle hindi language me koi blog nahi banata tha kyunki woh Google adsense se approved nahi ho pata tha but jab se hindi ke blog ko Google se approved kar diya gaya hai. Tab se hamare samne yeh ek new tarika hain blogging ka.

Isliye dosto agar aap hindi language me koi blog create karte hain to yah possible hai ki aap jaldi hi famous blogger ban jayenge.

Dosto Ye kuch famous blog/website hai Jo Hindi Blog ke chetra me bahut jyada popular hain.

1. Shoutmeloud.com

2. sushiltechvision.com

3. Mybigguide.com

4. Acchikhabar.com

5. Hindimehelp.com

6. Hindime.net

7. Hindisoch.com

8. Ajabgajab.com

9. Gyanipandit.com

10. Acchisoch.com


Thanks to Visitors

कोई टिप्पणी नहीं

Blogger द्वारा संचालित.