सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

नवंबर, 2020 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Youtube ka Scope As a Creator

Aap me se bahut se log janna chahte honge ki YouTube me kya scope hai Creator ke liye.  Dosto Mujhe Apko yeh Bantane me bahut jyada khushi ho rahi hai ki YouTube me Creator ke liye bahut si sambhavnaye hain bahut saara scope hai bus jarurat hai Creations ki. Agar aap me bhi hain kisi bhi tarah ki creativity to aap ko jarur usko sabke sath share kar sakte hain. Youtube par jahan bahut sare creator hain wahi bahut saari Audience Bhi hai. Isiliye Aapki kisi bhi tarah ki creativity ko saari duniya me share karne wala YouTube ek apni tarah ka pahla digital platform hai. Dosto YouTube platform par bahut sare creators apne knowledge ko sabke sath share kar rahe hain aur Lakho Ki earnings Bhi kar rahe hain. YouTube bahut hi popular platform hai. Aajkal log TV ki jagah YouTube par apna time bitate hain. Youtube par Lakho video hai sabhi field se jiska audience labh utha rahe hain. YouTube par available Video sabhi field se hain: Education Technology Games Tutorials Music Decoration Health ...

Smart Income from Credit card

Dosto Aaj ke time me credit card bahut hi popular payment ka option ho gaya hai ab koi cash payment nahi karta sab digital payment hi karte hain. Dosto Aaj mai aapko bataunga ki Credit card use karne ka sahi tarika kya hai. Aur agar hum credit card sahi tarah se istemal karte hain to hamko usse bhi bahut saari earning ho sakti hai. But isme opposite agar humne thoda bhi misuse kiya iska to hame bahut se loss ke liye taiyar rahna hoga. Credit card banks apne customer ko provide karati hai aur unhe uska payment karne ke liye 50 days ka time bhi deti hain. Agar customer 50 days ke andar payment nahi kar paya to interest chukana hoga. Isiliye hamesha apne payment ki Billdate aur Due date yaad rakhe. Hamesha apni Bill duedate se pahle hi payment kare. Time to time  payment karte rahne se customer rating acchi bani rahti. Jisse aapki credit history acchi bani rahe. Cibil score 750 ke Karib rahe. Credit card ka use agar customer thik se karta to use kuch reward point bhi earn hote hain au...

Earn ke liye Chote Chote Investment bhi hai Bahut jaruri

Dosto Agar aap bhi apni income ko increase karna chahte hain to aapko choti choti savings karni hongi monthly basis par. In savings ko aapko kuch dino ke liye nivesh karna hoga aage chalkar kuch time baad ye hi bachat aapko bahut jyada income karwa sakti hai. Jivan ke kathin samay me hamesha hamari savings hi hamare kaam aati hain. Dosto Mai bataunga aaj apko share ke baare me. Aajkal Covid 19 Korana Mahamari ki wajah se TCS, Reliance Industries, Hdfc Bank etc jaisi sabhi company ke share bahut jyada gir gaye hain to aap mahnge share aaj bahut hi kam daam par purchase kar sakte hain aur jab bhi market grow hogi aapko labh hi hoga. Aap ko isme koi eksath bahut jyada paisa nahi lagana hai. Bus har month kuch share kharid lene hain aur apne portfolio me add kar lena hain. Aap chahe to 5000 Rs se bhi iss kaam ko start kar sakte hain aur jab aapko profit dikhe to yah investment increase kar sakte hain. Share Purchase ke liye aapko bus 2 accounts ki jarurat padti hain. 1. Saving Account Aajk...