SEO kya hai
SEO kya hai
SEO ka Fullform hai Search Engine Optimization. Iska sidha sa sambandh Search Engine. SEO Ek aisi technology hai jisme hum apne content ko kisi bhi search engine me page ke top par lane ke liye setup banate hain. Agar aap Seo Ke sare Rules Follow karte hain to nischit hi apka blog search Engine me No. 1 par dikhega.
SEO ki Digital World me wahi jagah hai ijo life me pani ki hai kahne ka matlab ha ye hai ki SEO bahut mahatva rakhta hai blogger aur Youtuber ke liye. Bina SEO ke Blog aur Youtuber ka koi matlab nahi. Aap chahe jitna bhi unique content kyun na likh le kitna bhi accha youtube video bana le but jab tak uska SEO nahi hota tab tak blog rank bhi nahi karega na hi uspar traffic aayega. isliye Adhiktar Naye Blogger aur Youuber ki yahi sabbse badi pareshani rahni hai ki SEO kaise kiya jaye. Jisse unki mehnat rang laye.
SEO kyun jaruri hai
SEO ka Blogger aur Youuber ki duniya me bahut hi jyada mahatva hai. Bina SEO ke Blogger aur Youtubber ka koi aastitva hi nahi hai. Blogger aur Yutuber ke bahut jyada famous hone me SEO ka vishesh sthan hai. Isiliye SEO blooger aur Youtuber ke liye bhut hi jaruri hai.
SEO kine type ki hoti hai
SEO ke 2 important factor hain.
1. On Page SEO
SEO ka yeh bahut imotant factor hai kyunki yeh website par organic traffic increase karta hai.jab koi keyword google par search engine ke dwara kisi website par traffic generate karta hai to aise setup ko On Page SEO kahte hain. On age SEO se organic free traffic aata hai aur online earning me growth hoti hai.
2. Off Page SEO
Jab hum kisi website aur Blog ki kisi post ke link ko internet par promote aur share karte hain to search engine me us pst ki ranking increase ho jati hai. Aisi hi process ko Off Page SEO kaha jata hai.
Off Page SEO bahut sare tariko se kiya ja sakta hai jaise
Facebook,
Twitter
Google Plus
Pintrest
Linkedin
Dosto Mujhe Ummed hai ki aap SEO ke sabhi pahluwo ko acchi tarah samajh gaye honge. aur follow karenge jisse online earning me groth hogi.
Thanks to My Readers
Post a Comment