सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

जनवरी, 2021 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Jan Seva Kendra CSC se Income

Dosto agar aap internet and online madhyam se income karna chahte hain to uska ek bahut accha vikalp hai. Jiske madhyam se aap logo ki help bhi karenge aur paise bhi Kama payenge. Jan Suvidha Kendra CSC Dosto Jaisa ki aapko naam se hi pata chal gaya hoga ki Jan suvidha kendra ya customer service center ek aisa place hota hai Jo Jan Jan ki Seva karta hai kuch vishesh kaam ke liye. Logo ko bahut sari sevaye Pradan karta hai. Sahaj Jan Suvidha kendra Dosto agar aapka CSC se approval nahi ya hone me bahut time lagta hai to aap Sahaj Jan Seva se sampark karke turant hi apna center open Kar sakte hain. Jan suvidha dwara Milne wali services 1. Ration Card 2. Pancard 3. Railway Reservation 4. Income Certificate 5. Birth Certificate 6. Living Certificate 7. Adhar Card 8. FSSI 9. GST 10. Recharge 11. Vechile Insurance 12. Passport 13. Ayushman Card Jan Suvidha Kendra ke liye Avashyak Samagri. 1. Office (Own or Rented) 2. Computer Or Laptop 3. Internet Highspeed 4. Printer 5. Webcam 6. Biometric ...

Startup ke liye Mool Mantra

Dosto Jaisa ki aap jante hain ki aaj ka yuva rojgar ki talash me hai sabhi sectors ki job me problems chal rahi log naye rojgar ki khoj me pareshan hain. Kya kare Kya na kare kuch bhi samajh nahi aata. Startup ki baat ki jaye to sochta har yova hai ki business karna hai kuch new and big. Bahut sare plan bhi bante hai but aksar log try hi nahi karte kyunki unko dar lagta hai ki kahin loss na ho Jaye. But Dosto kuch Naya try na karna bhi to ek risk hai. Koi jaruri nahi ki aapko jaisa dar lag raha fail hone ka waisa ho. Manta hu ki kuch mushkile jarur hongi but unka solution khojte khojte hi to hum safalta Tak pahuch sakte. Isiliye aapko try to jarur karna chahiye bhale hi chota sahi. Hamesha positive soch se hi hum aage bar sakte hain. Dosto aaj Mai aapko kuch aise ideas batane ja Raha hu. Jo aapko startup me help karenge. Aur aap slowly slowly growth Kar sakenge. 1. Unique Idea (Innovation) Unique Idea Matlab aap ka Jo bhi product or service ho usme kuch Naya hona chahiye jisse aapka id...

10 Business Jo Ghar se Safaltapurvak kiye ja sakte

Dosto Jaisa ki aap aur hum jante hain ki hum Covid 19 ke sankat se joojh rahe hain. Bahut se log is sankat ke chalte apni job ya rojgar kho chuke hain. Aise logo ke liye yeh ek bura samay hai aur ab sabse pahle hame iss sankat se nikalne ke liye naye rojgar ki talash karni hogi. Agar sach kahe to corona ne hame bahut kuch sikha bhi diya.  Aaj Mai aapko kuch aise business ke bare me batane ja Raha Jo aap sabhi apne hi Ghar se start karke saphal ho sakte aur khub sari Income bhi Kar sakte. 10 Business Jo Ghar se hi safalta purwak kiye ja sakte. Aur Inme growth ki sambhawna bhi bahut adhik hai. 1. Handmade Cloths Agar aap me hai silai ki skill to aap Ghar se hi hath se sile huwe kapdo ko taiyar Kar sakte hain. Unko acche se design bhi Kar sakte Jo hamesha Chalan me rahte. 2. Fragrance Candle Khosbu wali mombatti Jo istime balki hamesha hi Chalan me rahti aur bahut mahangi bhi bikti hai isliye aap aisi candle taiyar karke munafa Kama sakte. 3. Pickles Aajkal log market me aane Wala ach...